SEARCH RESULTS
Showing search results for "kidhar"
Ghazal MATCHES FOR "kidhar"
Ghazal
vo to KHush-buu hai havaa.o.n me.n bikhar jaa.egaa
mas.ala phuul kaa hai phuul kidhar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
ab to ghabraa ke ye kahte hai.n ki mar jaa.e.nge
mar ke bhii chain na paayaa to kidhar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vaqt ke saath hai miTTii kaa safar sadiyo.n se
kis ko ma.aluum kahaa.n ke hai.n kidhar ke ham hai.n
Nida Fazli
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
dar-ba-dar hone se pahle kabhii sochaa bhii na thaa
ghar mujhe raas na aayaa to kidhar jaa.uu.ngaa
Saqi Amrohvi
Ghazal
ghar se ye soch ke niklaa huu.n ki mar jaanaa hai
ab ko.ii raah dikhaa de ki kidhar jaanaa hai
Rahat Indori
Ghazal
mai.n 'daaG' huu.n martaa huu.n idhar dekhiye mujh ko
mu.nh pher ke ye aap kidhar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa jaane kis kii pyaas bujhaane kidhar ga.ii.n
is sar pe jhuum ke jo ghaTaa.e.n guzar ga.ii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
ham to be-naam iraado.n ke musaafir hai.n 'vasiim'
kuchh pata ho to bataa.e.n ki kidhar jaate hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
maaraa zamaane ne asadullaah KHaa.n tumhe.n
vo valvale kahaa.n vo javaanii kidhar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
ab shauq se ki jaa.n se guzar jaanaa chaahiye
bol ai havaa-e-shahr kidhar jaanaa chaahiye
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh faisla to ho ki kidhar jaanaa chaahiye
paanii ko ab to sar se guzar jaanaa chaahiye