SEARCH RESULTS
Showing search results for "lais"
Ghazal MATCHES FOR "lais"
Ghazal
fikr anjaam-e-mohabbat kii hai tauhiin ai 'lais'
vahii hogaa mirii qismat me.n jo likkhaa hogaa
Lais Quraishi
Ghazal
inkaar kii talab hai na iqraar kii talab
dil me.n hai mere bas tire diidaar kii talab
Abul Lais Javed
Ghazal
KHvaab-e-baqaa kii bas yahii ta.abiir hai ki 'lais'
duniyaa me.n sirf ek fanaa ko fanaa nahii.n
Lais Quraishi
Ghazal
barKHud Galat kabhii na hu.e zindagii me.n 'lais'
duniyaa-e-fan me.n daad-o-sataa.ish ke baavajuud
Lais Quraishi
Ghazal
hame.n bhii raas jo aatii shaguftagii dil kii
to 'lais' ham bhii kabhii jur.at-e-numuu karte
Lais Quraishi
Ghazal
in bulandii ke makiino.n ko mayassar hii nahii.n
'lais' vo haath jo pastii se uThaa le.n mujh ko
Lais Quraishi
Ghazal
Lais Quraishi
Ghazal
ye aur baat samajhne se ham hai.n qaasir 'lais'
jabiin-e-vaqt par dekhii.n ibaarate.n kyaa kyaa
Lais Quraishi
Ghazal
Lais Quraishi
Ghazal
jab karb-e-aagahii me.n huu.n ai 'lais' aaj-kal
is karb-e-aagahii se kise aashnaa karuu.n
Lais Quraishi
Ghazal
kitne aziim log tah-e-KHaak ho ga.e
tuu bhii hu.aa jo 'lais' to phir kyaa ajab hu.aa
Lais Quraishi
Ghazal
rihaa hu.e hai.n magar 'lais' ye rihaa.ii kyaa
qafas se chhuuTne vaalo.n ko aashiyaa.n to mile
Lais Quraishi
Ghazal
husuul-e-kaif ko mai-KHaana-e-hayaat me.n 'lais'
shikast-e-jaam se pahle muhaal hii samjho