SEARCH RESULTS
Showing search results for "lajjit"
Ghazal MATCHES FOR "lajjit"
Ghazal
hadd-e-sitam na kar ki zamaana KHaraab hai
zaalim KHudaa se Dar ki zamaana KHaraab hai
Shabab Lalit
Ghazal
duur tak phailaa hu.aa paanii hii paanii har taraf
ab ke baadal ne bahut kii mehrbaanii har taraf
Shabab Lalit
Ghazal
halaal rizq kaa maulaa kuchh intizaam bhii de
mujhe diyaa hai jo ilm-o-hunar to kaam bhii de
Shabab Lalit
Ghazal
an-ginat shaadaab jismo.n kii javaanii pii gayaa
vo samundar kitne dariyaa.o.n kaa paanii pii gayaa
Shabab Lalit
Ghazal
bartar samaaj se ko.ii fankaar bhii nahii.n
fankaar kyaa jo saahab-e-kirdaar bhii nahii.n
Shabab Lalit
Ghazal
aa gayaa hai vaqt ab bhugtoge KHamiyaaze bahut
ham faqiiro.n par kase tum ne bhii aavaaze bahut
Shabab Lalit
Ghazal
maa.ngaa thaa ham ne din vo siyah raat de gayaa
suuraj hame.n a.ndhere kii sauGaat de gayaa
Shabab Lalit
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
shab-e-visaal thii raushan fazaa me.n baiThaa thaa
mai.n tere saaya-e-lutf-o-ataa me.n baiThaa thaa
Shabab Lalit
Ghazal
shajar ye chaar-suu baad-e-KHizaa.n ke maare hu.e
sipaahii jaise nihatte aduu se haare hu.e
Shabab Lalit
Ghazal
isii me.n mast javaanii hamaarii khelii thii
jo ab kha.nDar hai vo naGmaat kii havelii thii
Shabab Lalit
Ghazal
mirii taraf se zaraa apne dil ko saaf karo
jo ho sake to KHataavaar ko mu'aaf karo
Shabab Lalit
Ghazal
'raahii' abhii to shaam kii surKHii bujhii nahii.n
zid kar na lait-o-la.al na kar ab bhii lauT jaa
Ejaz Rahi
Ghazal
naumiid-e-karam ho kar maayuus-e-du.aa ho kar
ham baiTh ga.e aaKHir raazii-ba-razaa ho kar
Shabab Lalit
Ghazal
zindagii ab terii be-masraf hai ghar ko chho.D de
KHushk pattaa jis tarah apne shajar ko chho.D de
Shabab Lalit
Ghazal
kho kar use sar apnaa paTaktii rahii hai ruuh
janmo.n saliib-e-Gam pe laTaktii rahii hai ruuh