SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahv-e-KHayaal"
Ghazal MATCHES FOR "mahv-e-KHayaal"
Ghazal
khi.Dkii me.n ek naar jo mahv-e-KHayaal hai
shaayad kisii ke pyaar ko paane kii chaal hai
Taj Saeed
Ghazal
mahv-e-KHayaal-e-yaar huu.n mujh ko kisii se kyaa
jab tak huu.n raushnii me.n mujhe tiirgii se kyaa
Gulshan Barelvi
Ghazal
Maroof Dehlvi
Ghazal
mujh me.n hai maujuud parvaaz-e-'KHayaal'
mo'atabar huu.n mai.n bhii fankaaro.n ke biich
Rafique Khayal
Ghazal
ai 'KHayaal' apne iraado.n ko tavaanaa rakkho
muflisii aatii nahii.n hai kisii fankaar ke paas
Rafique Khayal
Ghazal
jis par nigaah Thahrii jaan-e-'KHayaal' apnii
vo ajnabii hai lekin lagtaa hai aashnaa saa
Rafique Khayal
Ghazal
ai 'KHayaal' aa.ina-e-husn-e-mujassam kii qasam
KHaak par baiTh ke mai.n saahab-e-aflaak hu.aa
Rafique Khayal
Ghazal
bhaTak rahe hai.n a.ndhere musaafiro.n kii tarah
ujaale mahv-e-sukuu.n daaman-e-sahar me.n hai.n
Rafique Khayal
Ghazal
ai 'KHayaal' aatish-e-ehsaas bha.Dak jaa.egii
aap da.avaa na kare.n dhuup me.n daanaa.ii kaa
Rafique Khayal
Ghazal
be-niyaazii to milaa kartii hai duniyaa se 'KHayaal'
tum kisii taur na tajdiid-e-Gam-e-zaat karo
Rafique Khayal
Ghazal
laazim ye pesh-KHema-e-aafaat hai 'KHayaal'
bejaa jamaa nahii.n hai.n parinde alaap par
Rafique Khayal
Ghazal
vaabasta tujh se azmat-e-sher-o-suKHan hu.ii
is baat ko bhii rakhnaa 'KHayaal' apne dhyaan me.n
Rafique Khayal
Ghazal
hai ma.arka-aaraa jo 'KHayaal' aaj ba-zaahir
rakhtaa hai pas-e-taish guzaarish kaa iraada
Rafique Khayal
Ghazal
mahv-e-KHayaal-e-zulf-e-butaa.n umr bhar rahe
mash.huur kyuu.n na ho.n kaho diivaana-pan me.n ham
Aish Dehlvi
Ghazal
ye kaarvaan-e-badan hai safar-guzaar-e-'KHayaal'
jaras kii guu.nj pe kuchh der ko Thaharte hu.e
Salman Khayal
Ghazal
kaun kahtaa hai mahv-e-KHvaab huu.n mai.n
sach to vo hai ki inqalaab huu.n mai.n