SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-gar"
Ghazal MATCHES FOR "mai-gar"
Ghazal
mat puuchhiye kyaa jiitne niklaa thaa mai.n ghar se
mat puuchhiye kyaa haar ke lauTaa huu.n safar se
Zia Faooqui
Ghazal
mar ga.e kuchh maut se kuchh zindagii se mar ga.e
aur kuchh jo bach ga.e vo KHud-kushii se mar ga.e
Shaikh Sadique
Ghazal
'ajiib shaam thii jab lauT kar mai.n ghar aayaa
ko.ii charaaG liye muntazir nazar aayaa
Seeman Naved
Ghazal
mai.n Gam-zada ruto.n ko suhaanii likhaa karuu.n
un kaa hai hukm KHuun ko paanii likhaa karuu.n
Nazan Jamshedpuri
Ghazal
mai.n Gam kii kahaanii sunaataa rahuu.ngaa
tumhe.n haal dil kaa bataataa rahuu.ngaa
Rana Khalid Mahmood Qaiser
Ghazal
mai.n Garq vahaa.n pyaas ke paikar kii tarah thaa
har qatra jahaa.n ek samundar kii tarah thaa
Guhar Khairabadi
Ghazal
mai.n ghar se zehn me.n kuchh sochtaa nikal aayaa
sa.Dak pe KHauf kaa ik silsila nikal aayaa
Hasan Nizami
Ghazal
mai.n ghar vaalo.n se bach kar mil rahaa thaa
magar us se baraabar mil rahaa thaa
Sanchit Pandey
Ghazal
mai.n ghar vaalo.n se bach kar mil rahaa thaa
magar us se baraabar mil rahaa thaa
Sanchit Pandey
Ghazal
chehre pe chamchamaatii hu.ii dhuup mar ga.ii
suuraj ko Dhaltaa dekh ke phir shaam Dar ga.ii
Adil Mansuri
Ghazal
jhuuTii haqiiqato.n kii tarah log mar ga.e
lekin dilo.n pe naqsh vo tasviir kar ga.e
Parkash Fikri
Ghazal
mai.n Gam se ham-kanaar bahut der tak rahaa
dil meraa sogvaar bahut der tak rahaa
Javed Qamar Liyaqati
Ghazal
mai.n to mai.n Gair ko marne se ab inkaar nahii.n
ik qayaamat hai tire haath me.n talvaar nahii.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
laakh mai.n Gam ko chhupaataa huu.n magar boltaa hai
mere she'ro.n me.n udaasii kaa asar boltaa hai