SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-kasho"
Ghazal MATCHES FOR "mai-kasho"
Ghazal
mai-kasho mai-kashii kii baat karo
ranj-o-Gam me.n KHushii kii baat karo
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
mai-kasho jaam uThaa lo ki ghaTaa.e.n aa.ii.n
ishrabuu kahtii hu.ii sard havaa.e.n aa.ii.n
Josh Malsiani
Ghazal
uThaa.o mai-kasho jitnaa bhii jaam baaqii hai
ki raqs baaqii hai huu kaa maqaam baaqii hai
Kaif Husain Banarasi
Ghazal
mai-kasho dekho KHabar-daar jahaa.n hai shiisha
dil-e-naazuk hai miraa haa.e kahaa.n hai shiisha
Mirza Mohammad Beg
Ghazal
mai-kasho jaan ke laale nazar aate hai.n mujhe
KHaalii KHaalii se piyaale nazar aate hai.n mujhe
Aqeel Shadab
Ghazal
mai-kasho 'haatim' ko matvaalaa kaho
aisaa ham dekhaa nahii.n hoshiyaar mast
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
mailaa hai farsh par to mah-e-aaj mai-kasho
laa.o sharaab chaa.ndnii dhone ke vaaste