SEARCH RESULTS
Showing search results for "maraz-e-Gam"
Ghazal MATCHES FOR "maraz-e-Gam"
Ghazal
Gham Bijnori
Ghazal
jis KHaak-e-paa kii khoj me.n tuu thak gayaa hai 'Gam'
milnaa hai ek din isii gard-o-Gubaar me.n
Gham Bijnori
Ghazal
Gham Bijnori
Ghazal
apne maraz-e-Gam kaa hakiim aur ko.ii hai
ham aur tabiibo.n kii davaa kuchh nahii.n karte
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
'aish' kar arz yahii un se ki bas tauba karo
maraz-e-Gam se agar apnii shifaa chaahte ho
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
soch kar kahne lagaa ye maraz-e-Gam kaa tabiib
kyaa likhuu.n is kii davaa ek davaa hai to sahii
Amn Lakhnavi
Ghazal
raabiya hai maraz-e-Gam se buraa haal miraa
gar mizaaj aaj-kal achchhaa hai to aa dekh mujhe
Zahida Khatoon sharvaiya
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ruuh ko aalaa.ish-e-Gam se kabhii KHaalii na rakh
yaanii be-zangaar kis kaa aa.inaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
mai.n KHud huu.n naqd magar sau udhaar sar par hai
ajab vabaal-e-Gam-e-rozgaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
talaatum-e-Gam-e-dauraa.n me.n bah ga.e patvaar
havaa ke haath me.n ham baadbaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
kahaa.n ham aur kahaa.n ye lazzat-e-Gam
ye sab terii karam-farmaa.iyaa.n hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
zabt-e-Gam se laakh apnii jaan par ban aa.e hai
haa.n magar ye izzat-e-saadaat to rah jaa.e hai