SEARCH RESULTS
Showing search results for "mardaangii"
Ghazal MATCHES FOR "mardaangii"
Ghazal
mardaangii kaa us kii bahut shor thaa magar
aa.ii shab-e-visaal to biimaar ho gayaa
Mohammad Alvi
Ghazal
ubuur kar na sakaa be-hisii kii chaTTaane.n
mire zamiir ko mardaangii ataa kar de
Khalid Ghani
Ghazal
hai aurato.n kii dhuum zamii.n se falak talak
sa.ii-e-baqaa-e-shaukat-e-mardaangii kii KHair
Ajay Sahaab
Ghazal
hogii to jiit us kii bahar-haal ishq me.n
kitnaa kare.n muqaabla mardaangii se ham
Darshan Dayal Parwaz
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
mire bayaan ke jaah-o-jalaal par mat jaa
mire KHayaal kii pas-maandagii me.n dekh mujhe
Asad Badayuni
Ghazal
tujh ko marvaa.e.ngii tirii aa.nkhe.n
meraa da.avaa hai ye qayaas nahii.n
Syed Zamin Abbas Kazmi
Ghazal
jo aap apnii hii pas-maandagii pe naaz kare
mai.n KHud nahii.n to ye tarz-e-ma.aash kis kii hai
Fazil Jamili
Ghazal
mai.n tere fiil ko maaruu.ngii apne pyaade se
bisaat-e-vaqt pe KHud apnii chaal rakhtii huu.n
Nighat Naseem
Ghazal
mai.n zindagii me.n maruu.ngii na jaane kitnii baar
mujhe KHabar hai ki rishte mire saliib se hai.n
Shabnam Shakeel
Ghazal
Parwez Rahmani
Ghazal
Vikram
Ghazal
shauq-e-sairaabii kii dhun me.n tishnagii marvaa.egii
mujh ko tere 'ishq me.n ye aagahii marvaa.egii
Mustafa Adeeb
Ghazal
aah zaarii par kisii kii vo na kartaa thaa KHayaal
gosh-e-zad-aavaaz us dam Dholak-o-mirda.ng thaa