SEARCH RESULTS
Showing search results for "maulaanaa"
Ghazal MATCHES FOR "maulaanaa"
Ghazal
daur-e-hayaat aa.egaa qaatil qazaa ke ba.ad
hai ibtidaa hamaarii tirii intihaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
mimbar-e-ishq se taqriir kii KHvaahish hai hame.n
dil ko is vaaste maulaanaa banaa rakkhaa hai
Abbas Qamar
Ghazal
tum yuu.n hii samajhnaa ki fanaa mere liye hai
par Gaib se saamaan-e-baqaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
KHaak jiinaa hai agar maut se Darnaa hai yahii
havas-e-ziist ho is darja to marnaa hai yahii
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Dar nahii.n mujh ko gunaaho.n kii giraa.n-baarii kaa
terii rahmat hai sabab merii subuksaarii kaa
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
tanhaa.ii ke sab din hai.n tanhaa.ii kii sab raate.n
ab hone lagii.n un se KHalvat me.n mulaaqaate.n
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
arsh tak jo be-KHataa jaataa hai ye vo tiir hai
Gair samjhaa hai ki merii aah be-taasiir hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
be-KHauf-e-Gair dil kii agar tarjumaa.n na ho
behtar hai is se ye ki sire se zabaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
ham ma.ani-e-havas nahii.n ai dil havaa-e-dost
raazii ho bas isii me.n ho jis me.n razaa-e-dost
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
KHuugar-e-jaur pe tho.Dii sii jafaa aur sahii
is qadar zulm pe mauquuf hai kyaa aur sahii
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
tishna-lab huu.n muddato.n se dekhiye
kab dar-e-mai-KHaana-e-kausar khule
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
dil ko halaak-e-jalva-e-jaanaa.n banaa.iye
is but-kade ko kaaba-e-iimaa.n banaa.iye
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
kis se aazurda mire qaatil kaa KHanjar ho gayaa
kyaa hu.aa jo aaj yuu.n jaame se baahar ho gayaa
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
laakh harbe sahii har vaz' ke shaitaan ke paas
Dhaal iimaan kii maujuud ho insaan ke paas
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
soz-e-daruu.n se jal-bujho lekin dhu.aa.n na ho
hai dard-e-dil kii shart ki lab par fuGaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
hargiz na ho ai dil Gam-e-jaanaa.n kii shikaayat
kartaa hai bhalaa ko.ii bhii mehmaa.n kii shikaayat
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
hai rashk kyo.n ye ham ko sar-e-daar dekh kar
dene hai.n baada zarf-e-qadah-KHvaar dekh kar