SEARCH RESULTS
Showing search results for "mezbaanii"
Ghazal MATCHES FOR "mezbaanii"
Ghazal
hai dostii to mujhe izn-e-mezbaanii de
tuu aasmaa.n se utar aur mirii zamiin pe chal
Ahmad Faraz
Ghazal
baaraa.n ke muntazir hai.n samundar pe tishna-lab
ahvaal-e-mezbaanii-e-saahil kahaa na jaa.e
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
hamii.n ne chubhte masaa.il kii mezbaanii kii
hamii.n ne paal rakhe hai.n vabaal jitne hai.n
Suleman Khumar
Ghazal
bahaana chaahtii thii maut bas na thaa apnaa
ki mezbaanii-e-mehmaan-e-hiila-e-juu karte
Yagana Changezi
Ghazal
tiraa KHayaal hu.aa canvas pe mehmaa.n kal
tamaam ra.ngo.n ne mil kar ke mezbaanii kii
Swapnil Tiwari
Ghazal
ban ke mehmaa.n jo gayaa ho gayaa juutaa Gaa.eb
mezbaanii ke na is raaz ko mehmaa.n samjhaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
hamaarii mezbaanii se na ghabraayaa karo logo
ham apne saath apnaa aab-o-daana le ke chalte hai.n
Azhar Bakhsh Azhar
Ghazal
is tarah mere qabiile me.n kabhii hotaa nahii.n
kaise jaa.uu.n tere Gam kii mezbaanii chho.D kar