SEARCH RESULTS
Showing search results for "miir-mirzaa"
Ghazal MATCHES FOR "miir-mirzaa"
Ghazal
aashiq huu.n pa maashuuq-farebii hai miraa kaam
majnuu.n ko buraa kahtii hai lailaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
aur baazaar se le aa.e agar TuuT gayaa
saaGar-e-jam se miraa jaam-e-sifaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
laazim thaa ki dekho miraa rastaa ko.ii din aur
tanhaa ga.e kyuu.n ab raho tanhaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
yuu.n to hargiz nahii.n aane kii tumhe.n nii.nd magar
mujh se qissa miraa kahvaa.iye aur so rahiye
Meer Hasan
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
aisaa to vo nahii.n jo miraa chaarasaaz ho
phir faa.eda kahe se jo kuchh haal hai so hai
Meer Hasan
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
zikr chhe.De ko.ii ab kyuu.nki miraa us ke huzuur
vaa.n to har baat me.n teG-o-sipar aa jaatii hai
Meer Hasan
Ghazal
baare to aan hii pahu.nchaa miraa jii shaad hu.aa
mai.n ne ab jaanaa ki hai.n dono.n ke asraar mile
Meer Hasan
Ghazal
ghar jab banaa liyaa tire dar par kahe baGair
jaanegaa ab bhii tuu na miraa ghar kahe baGair
Mirza Ghalib
Ghazal
'Gaalib' bhii gar na ho to kuchh aisaa zarar nahii.n
duniyaa ho yaa rab aur miraa baadshaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
dil miraa soz-e-nihaa.n se be-muhaabaa jal gayaa
aatish-e-KHaamosh kii maanind goyaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
thaa zindagii me.n marg kaa khaTkaa lagaa hu.aa
u.Dne se pesh-tar bhii miraa rang zard thaa