SEARCH RESULTS
Showing search results for "mish.al-ba-kaf"
Ghazal MATCHES FOR "mish.al-ba-kaf"
Ghazal
mish.al-ba-kaf kabhii to kabhii dil-ba-dast thaa
mai.n sail-e-tiirgii me.n tajallii-parast thaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
mish’al-ba-kaf mai.n saltanat-e-shab me.n kyaa gayaa
merii duhaa.ii raat ne saat aasmaan dii
Hammad Younus
Ghazal
kyuu.n jaada-e-vafaa par mish.al-ba-kaf kha.De ho
is sail-e-tiirgii me.n niklegaa kaun ghar se
Shakeb Jalali
Ghazal
uThaa thaa kaun ye miinaa-ba-dosh-o-jaam-ba-kaf
ki aaj TuuT ke barsaa hai abr-e-be-mausam
Raaz Muradabadi
Ghazal
teG-e-KHuu.n-rez-ba-kaf KHanjar-e-burraa.n ba-miyaa.n
har gha.Dii saamne aa jaate ho KHuu.nKHaar hu.e
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
zahr khaa jaa.uu.ngaa ai saaqii-e-paimaana-ba-kaf
baaz aa jaane de paimaa.n-shikanii KHuub nahii.n
Shah Naseer
Ghazal
dil kyuu.nke raast aave da.avaa-e-aashnaa.ii
dariyaa-e-husn vo mah-e-kashtii-ba-kaf gadaa tuu
Meer Taqi Meer
Ghazal
Anwar Masood
Ghazal
Safdar Mirzapuri
Ghazal
Chandrabhan Khayal
Ghazal
mujhe aataa hii nahii.n bas me.n kisii ke aanaa
aa.uu.n bhii to ba-kaf-e-aabla-daar aataa huu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
e.ajaaz sher-e-haq kaa dikhaane ke vaaste
azhdar ba-kaf hu.ii kabhii KHaibar-ba-kaf havaa
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
nahii.n das biis par mauquuf hastii
hai.n laakho.n sar-ba-kaf tayyaar apne