SEARCH RESULTS
Showing search results for "misl-e-maut"
Ghazal MATCHES FOR "misl-e-maut"
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
gar chaaho mauj-e-ziist sadaa dau.Dtii rahe
sar misl-e-bahr siina-e-saahil pe chho.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ziist vo kyaa hai jo mauhuum sii ummiid liye
maut kii raah se benaam-o-nishaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
is ‘aqiide ne liyaa qaisar-o-kisraa se KHiraaj
maut kaa vaqt azal se hai muqarrar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ab ko.ii tiraa misl nahii.n naaz-o-adaa me.n
andaaz me.n shoKHii me.n sharaarat me.n hayaa me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ab dekhiye vo aa.e.nge yaa maut aa.egii
baa.ndhii hai dil ne shart charaaG-e-sahar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
maut kii takliif se bad-tar hai ranj-e-intizaar
paasdaarii vaqt kii tum bhii karo ham bhii kare.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Kashfi Lucknavi
Ghazal
phirte hai.n misl-e-mauj-e-hu.aa shahr shahr me.n
aavaargii kii lahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
har-chand misl-e-KHaana-e-duniyaa-e-be-sabaat
mai.n KHaanumaa.n-KHaraab banaa par biga.D gayaa
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
kyaa misl-e-charaaG-e-shab-e-aaKHir hai javaanii
shiryaano.n me.n ik taaza tavaanaa.ii sii kyuu.n hai
Fuzail Jafri
Ghazal
ham ko manzuur nahii.n thii jo numaa.ish apnii
bazm me.n misl-e-charaaG-e-tah-e-daamaa.n bhii rahe
Jalal Aarif
Ghazal
fitrat hai mirii misl-e-mizaaj-e-gul-e-KHandaa.n
ha.nste hu.e har mo.D pe logo.n se milaa huu.n
Kaleem Saronji
Ghazal
Ishrat Anwar
Ghazal
mai.n misl-e-kirmak-e-shab-taab jaltaa rahtaa huu.n
kisii ke kaam to aa.egii raushnii merii
Khalish Kalkatvi
Ghazal
misl-e-bahisht-e-KHush-numaa kaun-o-makaan me.n
insaan mubtalaa hai ajiib imtihaan me.n