SEARCH RESULTS
Showing search results for "motii"
Ghazal MATCHES FOR "motii"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
mai.n samundar bhii huu.n motii bhii huu.n Gota-zan bhii
ko.ii bhii naam miraa le ke bulaa le mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
agar palak pe hai motii to ye nahii.n kaafii
hunar bhii chaahiye alfaaz me.n pirone kaa
Javed Akhtar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kah denaa samundar se ham os ke motii hai.n
dariyaa kii tarah tujh se milne nahii.n aa.e.nge
Bashir Badr
Ghazal
Meeraji
Ghazal
aa.nsuu jhalak jhalak ke sataa.e.nge raat bhar
motii palak palak me.n piroyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
zindagii mai.n ne ise kaise piroyaa thaa na soch
haar TuuTaa hai to motii bhii bikhar jaane de
Nazeer Baaqri
Ghazal
bas ai 'miir' mizhgaa.n se po.nchh aa.nsu.o.n ko
tuu kab tak ye motii pirotaa rahegaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
chhoTii-moTii ek lahar hii thii mere andar
ek lahar se kyaa tuufaan uThaa saktaa thaa mai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
palko.n par ye aa.nsuu pyaar kii tauhiin the
aa.nkho.n se gire motii ke daane ho ga.e
Bashir Badr
Ghazal
anmol motii pyaar ke duniyaa churaa kar le ga.ii
dil kii havelii kaa ko.ii darvaaza thaa TuuTaa hu.aa