SEARCH RESULTS
Showing search results for "munsifaa"
Ghazal MATCHES FOR "munsifaa"
Ghazal
avval avval mai.n samajhtaa thaa masiihaa tujh ko
munsifaa ab tirii har baat se KHauf aataa hai
Ahmad Aqeel
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
usii kaa shahr vahii mudda.ii vahii munsif
hame.n yaqii.n thaa hamaaraa qusuur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
munsif ho agar tum to kab insaaf karoge
mujrim hai.n agar ham to sazaa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
kyuu.n baKHsh diyaa mujh se gunahgaar ko maulaa
munsif to kisii se bhii ri.aayat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
munsif-e-shahr kii vahdat pe na harf aa jaa.e
log kahte hai.n ki arbaab-e-jafaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
meraa sar haazir hai lekin meraa munsif dekh le
kar rahaa hai merii fard-e-jurm ko tahriir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
teG munsif ho jahaa.n daar-o-rasan ho.n shaahid
be-gunah kaun hai us shahr me.n qaatil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
sunaa hai vaqt kaa haakim ba.Daa hii munsif hai
pukaar kar sar-e-darbaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
kaun saa jurm KHudaa jaane hu.aa hai saabit
mashvare kartaa hai munsif jo gunahgaar ke saath
Saleem Siddiqui
Ghazal
lagaa kar teG qissa paak kiije daad-KHvaaho.n kaa
kisii kaa faisla gar munsifii se ho nahii.n saktaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
shahaadate.n mire haq me.n tamaam jaatii thii.n
magar KHamosh the munsif naziir aisii thii
Parveen Shakir
Ghazal
tamaam umr kii tanhaa.ii kii sazaa de kar
ta.Dap uThaa miraa munsif bhii faisla de kar
Adeem Hashmi
Ghazal
aap hii kii hai adaalat aap hii munsif bhii hai.n
ye to kahiye aap ke aib-o-hunar dekhegaa kaun