SEARCH RESULTS
Showing search results for "muta.alliq"
Ghazal MATCHES FOR "muta.alliq"
Ghazal
hai zehan me.n ik baat tumhaare muta.alliq
KHalvat me.n jo puuchhoge to pinhaa.n na kare.nge
Akbar Allahabadi
Ghazal
jo apnii zaat se vaaqif na ho sakaa ab tak
use jahaa.n ke muta.alliq abhii pata kyaa hai
Ajay Agyat
Ghazal
buto.n se hai muta.alliq mo.aamla dil kaa
KHudaa hai hashr me.n bhii ho jo faisla dil kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
apne chehre se jo zaahir hai chhupaa.e.n kaise
terii marzii ke mutaabiq nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
kuchh phal zaruur aa.e.nge roTii ke pe.D me.n
jis din miraa mutaalba manzuur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
mere maalik aap to sab kuchh kar sakte hai.n
saath chale.n ham aur duniyaa kii aa.nkhe.n dekhe.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ghar kii ta.amiir tasavvur hii me.n ho saktii hai
apne naqshe ke mutaabiq ye zamii.n kuchh kam hai
Shahryar
Ghazal
mujhe dost kahne vaale zaraa dostii nibhaa de
ye mutaalba hai haq kaa ko.ii iltijaa nahii.n hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
gul ko paamaal na kar la.al-o-gohar ke maalik
hai use turra-e-dastaar-e-Gariibaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
aa.inda shaam ko ham royaa ku.Dhaa kare.nge
mutlaq asar na dekhaa naaliidan-e-sahar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
agar yahii tirii duniyaa kaa haal hai maalik
to merii qaid bhalii hai mujhe rihaa.ii na de
Meraj Faizabadi
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
jaane kis KHaak me.n poshiida hai.n aa.nsuu mere
kin fazaa.o.n me.n mu.allaq hai.n tumhaarii baate.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
meraa maalik jab taufiiq arzaanii kartaa hai
gahre zard zamiin kii ra.ngat dhaanii kartaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
tamaam umr kii koshish kaa bas yahii haasil
kisii ko apne mutaabiq ko.ii banaa na sake