SEARCH RESULTS
Showing search results for "mutamannii"
Ghazal MATCHES FOR "mutamannii"
Ghazal
jo is uljhaa.o ke KHud hai.n mutamannii dil se
kyaa bigaa.Degii tirii zulf-e-pareshaa.n un kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
lazzat-e-riish-e-jigar ke mutamannii ko ik
vaj.h-e-taskiin hai zaKHmo.n kaa namak-daa.n honaa
Dr. Habib ur Rehman
Ghazal
hame.n bhii baKHsh sukuu.n aa kabhii idhar bhii aa
ki ham bhii hai.n mutamannii tirii ziyaarat ke
Hafeez Banarasi
Ghazal
agar ho ishq to hai kufr bhii musalmaanii
na ho to mard-e-musalmaa.n bhii kaafir o zindiiq
Allama Iqbal
Ghazal
mujh ko to sikhaa dii hai afra.ng ne zindiiqii
is daur ke mullaa hai.n kyuu.n na.ng-e-musalmaanii
Allama Iqbal
Ghazal
yaa shar-e-musalmaanii yaa dair kii darbaanii
yaa naara-e-mastaana kaaba ho ki but-KHaana
Allama Iqbal
Ghazal
kisii aashiq ke marne kaa nahii.n taras
magar yaa.n kii musalmaanii yahii hai
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kabhii shaqii mutamatta na ho.nge duniyaa se
jise ye aab use ham saraab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
ik shar-e-musalmaanii ik jazb-e-musalmaanii
hai jazb-e-musalmaanii sirr-e-falak-ul-aflaak
Allama Iqbal
Ghazal
but-parastii ko to islaam nahii.n kahte hai.n
mo'taqid kaun hai 'miir' aisii musalmaanii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shab-gaziida ko tire is kii KHabar hii kab thii
din jo aa.egaa Gam-e-laa-mutanaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
chaachaa ko mil ga.ii thii.n chachii maal-daar sii
maamuu.n tamaam umr mamaanii me.n pha.ns ga.e
Khalid Irfan
Ghazal
us ko har shab hai zavaal us ko nahii.n hai kuchh naqs
badr ko chehre se us ke mutamassil na karo
Aftab Shah Alam Sani
Ghazal
umiid hai ki nibaahe.nge imtihaa.n le kar
jo is qadar mutaqaazii hai.n imtihaa.n ke liye
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
hisaab-e-shauq kaa daftar likhaa to jhu.njhlaa kar
kahaa mai.n kyaa mutasaddi thaa jo hisaab likhaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hai husn bhii aKHlaaq bhii rahmat bhii karam bhii
makkii madanii haashmii-o-muttalabii me.n
Mohammad Aazam Chishti
Ghazal
apnaa maqaam bhii muta.ayyan na kar sake
vo kyaa kahe.nge dahr me.n kyaa aa.e kyaa ga.e