SEARCH RESULTS
Showing search results for "naakaaraa"
Ghazal MATCHES FOR "naakaaraa"
Ghazal
ham bhii ai jaan-e-man itne to nahii.n naakaara
kabhii kuchh kaam tuu ham ko bhii to farmaayaa kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
bajaa kahe jise aalam use bajaa samjho
zabaan-e-KHalq ko naqqaara-e-KHudaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
suntaa huu.n kahii.n duur se naqqaaraa sabaa kaa
utrii hai bahaar ab ke bhii KHaashaak se baahar
Ejaz Gul
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
bajtaa hai galii-kuucho.n me.n naqqaara-e-ilzaam
mulzim ki KHamoshii kaa vafaadaar bahut hai
Zehra Nigaah
Ghazal
ho ga.e koshish me.n apnii kaam vaale kaamyaab
aur naakaara muqaddar kaa gilaa karte rahe
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
jaago nahii.n ye KHvaab kaa mauqa.a musaafiro
naqqaaraa tak bhii coach kaa vaqt-e-sahar bajaa
Ameer Minai
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
raat-bhar jo saamne aa.nkho.n ke vo mah-paara thaa
Gairat-e-mahtaab apnaa daaman-e-nazzaara thaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
sunaa hai kuuch to un kaa par is ko kyaa kahiye
zabaan-e-KHalq ko naqqaara-e-KHudaa kahiye
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
ab aur tarz se naqqaara-e-KHudaa guu.nje
zabaan-e-KHalq to KHaamosh hii nazar aa.ii
Pirzada Qasim
Ghazal
haa.n aap kisii ko yuu.n barbaad nahii.n karte
ye 'faanii'-e-naakaaraa sach hai isii qaabil thaa
Fani Badayuni
Ghazal
hai jo hasrat to saraapaa chashm hone kii hame.n
haasil is aa.iina-KHaana me.n faqat nazzaara thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
har ik saliib-o-daar kaa nazzaara ham hu.e
har ek ke gunaah kaa kaffaara ham hu.e
Muztar Haidri
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
zabaan-e-KHalq ko naqqaara-e-KHudaa samjho
ye jaante hai.n sabhii inkishaaf tho.Dii hai
Ashraf Ali Ashraf
Ghazal
tum nahii.n badle mahaa-bhaarat ke andhe baadshaah
har jagah saabit the ham tum ne nakaaraa har jagah
Zafar Sahbai
Ghazal
hamaaraa dil hai kisii kaam kaa ki naakaara
ye amr aaj ki kal dil-rubaa hii tai karegaa