SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazar-baazo.n"
Ghazal MATCHES FOR "nazar-baazo.n"
Ghazal
ishq bhii taak me.n baiThaa hai nazar-baazo.n kii
dekhnaa sher se aa.nkhe.n na la.Daanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
vo hai khi.Dkii me.n udhar bhii.D nazar-baazo.n kii
aaj us kuuche me.n sunte hai.n qayaamat aa.ii
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Bulbul Kashmiri
Ghazal
naaznii.n ye hai ki ai 'shaad' nazar-baazo.n ko
kamar us kii jo dikhaa.uu.n to dikhaa hii na sakuu.n
Shad Lakhnavi
Ghazal
badan mummy thaa nazar barf saa.ns kafuurii
tamaam raat guzaarii hai sard baaho.n me.n
Badnam Nazar
Ghazal
jhuuT ho.nTo.n pe bilaa-KHauf-o-KHatar aayaa hai
muddato.n shahr me.n rah kar ye hunar aayaa hai
Khalid Khwaja
Ghazal
jhuuT KHud bolnaa ulTaa mujhe jhuuTaa kahnaa
sach hai dam-baazo.n ko dam-baaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
Fazal Husain Sabir
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mujhe ye Dar hai kisii kii nazar na lag jaave
phiro na tum khule baalo.n se jaan koThe par
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ik aap hii pe nahii.n munhasir janaab-e-'naziir'
ba.De ba.Do.n ko havaa lag ga.ii zamaane kii
Nazeer Siddiqui
Ghazal
ho kyuu.n na us ko faqr kii baato.n me.n dast-gaah
hai baalakaa 'naziir' puraatam faqiir kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
raat-din lab pe na ho kyuu.nki bayaan-e-dehlii
na makii.n ab vo rahe aur na makaan-e-dehlii
Syed Mehdi Hussain Mehdi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
mai.n kahaa.n jaataa thaa us bazm-e-nazar-baazaa.n me.n
lekin ab ke tire abruu kaa ishaaraa hai mujhe
Faizi
Ghazal
daftar jo gulo.n ke vo sanam khol rahaa hai
aGyaar to kyaa dil bhii idhar bol rahaa hai