SEARCH RESULTS
Showing search results for "phande"
Ghazal MATCHES FOR "phande"
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
qaul apnaa hai ye sub.ha-o-zunnaar ke liye
do phande hai.n ye kaafir-o-dii.n-daar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
phande me.n pha.ns ke mai.n us ke na hu.aa phir jaa.n-bar
taar-e-gesuu ne tire maar utaaraa mujh ko
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
chhuTe.nge ziist ke phande se kis din ai 'aatish'
janaaza hogaa kab apnaa ravaa.n nahii.n maa'luum
Haidar Ali Aatish
Ghazal
nikalne hii nahii.n detaa kisii ko apne phande se
dimaaG o dil se tadbiir-e-rihaa.ii chhiin letaa hai
Zafar Kamali
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
Aqib Sabir
Ghazal
buujhegaa qadr mujh dil-e-aashufta-haal kii
phaa.nde me.n zulf ke jo giraftaar hovegaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
pahle mujrim ko hii miltii thii gunaaho.n kii sazaa
ab to ma.asuum key gardan me.n hii phande dekhe
Anwar Khan Anwar
Ghazal
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
phande me.n us ke taa.ir-e-dil aa rahegaa aap
murG-e-nazar ko daam me.n pahle pha.nsaa.e zulf
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
ishq ke phande se bachiye ai 'haqiir'-e-KHasta-dil
is kaa hai aaGaaz shiirii.n aur hai anjaam talKH
Haqeer
Ghazal
phande me.n pha.ns gayaa dil-e-naadaa.n hazaar haif
kis ko KHabar thii zulf tumhaarii tanaab hai