SEARCH RESULTS
Showing search results for "pumba-e-gosh"
Ghazal MATCHES FOR "pumba-e-gosh"
Ghazal
jahaa.n Guruur hunar-parvarii ho pumba-e-gosh
vahaa.n takalluf-e-arz-e-niyaaz karnaa kyaa
Zafar Iqbal
Ghazal
lutf aa.e jo shab-e-vasl mo.azzin so jaa.e
kyuu.nki vo gosh-bar-aavaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
suntaa hai kaun aashiqo.n kii aah-o-zaariyaa.n
gosh-e-chaman ko shor-e-anaadil se kyaa Garaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Sarmad Sahbai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aaveza-haa-e-gosh me.n taare ja.De hu.e
aa.nchal me.n sad hazaar charaaGaa.n kaa aks hai
Waqar Sahar
Ghazal
duniyaa-e-chashm-o-gosh to barbaad ho ga.ii
ab kuchh baGair ma.arka-e-KHair-o-shar nahii.n
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
raaz-e-nihaa.n kisii pe na apnaa ayaa.n hu.aa
naa-aashnaa-e-gosh hamaaraa fasaana thaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
aa.nkhe.n nazar samajh sabhii andaam-e-his tamaam
aavaaz-e-'azm niyyate.n sunte ba-hosh-e-gosh
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
az-pa.e-daaG-e-dil-e-baada-parastaa.n 'bedaar'
pumba-e-shiisha-e-mai marham-e-kaafuur hu.aa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Ishq Aurangabadi
Ghazal
suntaa thaa kaun terii galii me.n mirii fuGaa.n
har naqsh-e-paa ba-suurat-e-gosh-e-samiim thaa
Rasikh Dehlvi
Ghazal
Inam Thanvi
Ghazal
shor uThaa magar tujhe lazzat-e-gosh to milii
KHuun bahaa magar tire haath to laal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
minnat-e-gosh-e-be-hisaa.n kaun uThaa.e ab 'saliim'
nauha-e-Gam milaa diyaa tez havaa ke shor me.n
Saleem Ahmed
Ghazal
kal tuu sunegaa zulm se meraa mukaalima
apnaa jahaan aaj hii muhtaaj-e-gosh hai