SEARCH RESULTS
Showing search results for "qado.n"
Ghazal MATCHES FOR "qado.n"
Ghazal
rag-e-taak muntazir hai tirii baarish-e-karam kii
ki ajam ke mai-kado.n me.n na rahii mai-e-muGaana
Allama Iqbal
Ghazal
dair-o-haram ke habs-kado.n ke sataa.e hai.n
ham aaj mai-kade kii havaa khaane aa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
parchhaa.iyaa.n qado.n se bhii aage nikal ga.ii.n
suuraj ke Duub jaane kaa ab ehtimaal hai
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
ab itnii band nahii.n Gam-kado.n kii bhii raahe.n
havaa-e-kuucha-e-mahbuub chal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mujh se likhvaa.e ko.ii hijv-e-sharaab
mai-kado.n me.n qarz kii piitaa huu.n mai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
surKH patthar ke sanam ho.n ki vo patthar ke sanam
but-kado.n me.n to ibaadat nahii.n hogii ham se
Iqbal Azeem
Ghazal
'mullaa' kaa masjido.n me.n to ham ne sunaa na naam
zikr us kaa mai-kado.n me.n magar duur duur thaa
Anand Narayan Mulla
Ghazal
aa.nkho.n ke Gam-kado.n me.n ujaale hu.e to hai.n
buniyaad ek KHvaab kii Daale hu.e to hai.n
Aziz Nabeel
Ghazal
ghanii mast palko.n ke saa.e me.n nazre.n
bahakte hu.e mai-kado.n me.n sharaabii
Nazeer Banarasi
Ghazal
Gauhar Raza
Ghazal
ab tak to mai-kado.n pe hii tum ne Gazal kahii
ho.nTo.n se ab ye jaam haTaa kar Gazal kaho
Kunwar Bechain
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ai na aavaaz sunaave.n mujhe dar tak aa kar
apne paa.nv ke ka.Do.n ko to bajaa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
sanam-kado.n me.n to asnaam jalva-farmaa the
KHudaa ke ghar me.n bhii mujh ko kahii.n KHudaa na milaa
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
hamaarii tishna-labii kaa imaam saaqii hai
hamaare jaise sabhii mai-kado.n me.n palte hai.n
Mahwar Sirsivi
Ghazal
sabhii ke sar pe hai rakkhii kulaah naKHvat kii
qado.n kii bhii.D me.n kis kis kaa ehtiraam karuu.n