SEARCH RESULTS
Showing search results for "qassaam-e-KHalq"
Ghazal MATCHES FOR "qassaam-e-KHalq"
Ghazal
hame.n pataa thaa ki mojiz-bayaaniyaa.n ho.ngii
zabaan-e-KHalq magar bad-gumaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
rote rote Thahr jaataa huu.n tirii sar kii qasam
yaad aa jaatii hai jab vo baat samjhaa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shukr-e-KHudaa ki zulm se ma.azuur hai falak
bartaaniya hai KHalq kii Gam-KHvaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
pa.Dhe 'naadir' jo sher-e-tarz-e-jadiid
sun ke kyuu.n KHalq vaah-vaa na kare
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
rakh diyaa mujh pe farz-e-KHidmat-e-KHalq
jab ko.ii mujh saa duusraa na hu.aa
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
meraa nishaa.n miTaa to miTaa par ye rashk hai
vird-e-zabaan-e-KHalq tiraa naam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
agarche ham ko muqaddam hai raah-e-KHidmat-e-KHalq
jo baaz aa.e to apne ta.ii.n bhii rahte hai.n
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
meraa nishaa.n miTaa to miTaa par ye rashk hai
vird-e-zabaan-e-KHalq tiraa naam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
fart-e-hujuum-e-KHalq se ho.n band raaste
vo rashk-e-yuusuf aa.e jo baazaar kii taraf
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
yahii be-laus mohabbat yahii Gam-KHvaari-e-KHalq
aur meraaj kise kahte hai.n insaano.n kii
Nihal Sevharvi
Ghazal
daaG-e-Gam-e-vatan hai nishaan-e-aziiz-e-KHalq
dil par na jis kaa naqsh ho ye vo nagii.n nahii.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
hai.n be-niyaaz-e-KHalq tiraa dar hai aur ham
terii galii hai KHaak kaa bistar hai aur ham
Rasheed Rampuri
Ghazal
ik mauj-e-KHuun-e-KHalq thii kis kii jabii.n pe thii
ik tauq-e-fard-e-jurm thaa kis ke gale me.n thaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
is e'tinaa kii daad bhii ai be-niyaaz-e-KHalq
meraa sar-e-niyaaz kahii.n par jhukaa nahii.n
Afqar Mohani
Ghazal
ab bhii shor-e-qadam-e-raah-ravaa.n hai to vahii
phir bhii suunii hai tirii raahguzar mere ba.ad