SEARCH RESULTS
Showing search results for "razor"
Ghazal MATCHES FOR "razor"
Ghazal
Hashim Azimabadi
Ghazal
aaj tak nazro.n me.n hai vo sohbat-e-raaz-o-niyaaz
apnaa jaanaa yaad hai teraa bulaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
raazo.n kii tarah utro mire dil me.n kisii shab
dastak pe mire haath kii khul jaa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
bhuultaa hii nahii.n vo marhala-e-raaz-o-niyaaz
ham manaate to ko.ii aur bhii ruuThaa jaataa
Qaisarul Jafri
Ghazal
vo husn-o-ishq ke raaz-o-niyaaz hii na rahe
na vo KHataa.e.n rahii.n ab na vo sazaa.e.n rahii.n
Bismil Saeedi
Ghazal
mujhe kuchh logo.n kii rusvaa.ii manzuur nahii.n
nahii.n aam kiyaa jo mai.n ne apne raazo.n ko
Shahryar
Ghazal
nigaah-e-naaz hai ik kaa.enaat-e-raaz-o-niyaaz
jidhar kare vo ishaara udhar kii baat karo
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
raaz-o-niyaaz me.n bhii aka.D-fuu.n nahii.n ga.ii
vo KHat bhii likh rahaa hai to chaalaan kii tarah
Sarfaraz Shahid
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
rabt-o-zabt-e-baahamii ke haa.e vo raaz-o-niyaaz
aashiqaana husn thaa aur ishq ma.ashuuqaana thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
ye raaz-o-niyaaz-e-Gam kuchh vo bhii samajhte hai.n
jab choT pa.Dii dil par palko.n ko salaam aayaa
Nushur Wahidi
Ghazal
husn ke bhed kaa paa lenaa nahii.n hai aasaa.n
hai ye vo raaz ki raazo.n me.n palaa ho jaise
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
ko.ii kyaa jaanegaa ye raaz-o-niyaaz
dil hame.n ham dil ko samjhaate rahe
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
zindagii me.n us ko kaif-e-zindagii haasil nahii.n
jis kaa dil raaz-o-niyaaz-e-ishq ke qaabil nahii.n