SEARCH RESULTS
Showing search results for "sa.ng-e-sar-e-raah"
Ghazal MATCHES FOR "sa.ng-e-sar-e-raah"
Ghazal
kam se kam sa.ng-e-sar-e-raah to hotaa 'kausar'
aur duniyaa mujhe Thokar bhii lagaatii jaatii
Kausar Mazhari
Ghazal
hajla-e-sa.ng-e-sar-e-rah me.n na jaane kitne
ruu-numaa.ii ko hai.n betaab sanam aavaara
Adeeb Sohail
Ghazal
dil ko to ye kahte hai.n ki bas qatra-e-KHuu.n hai
kis aas pe ai sa.ng-e-sar-e-raah chalii huu.n
Ada Jafarey
Ghazal
log kahte hai.n mujhe sa.ng-e-sar-e-rah 'bushraa'
qadr-o-qiimat mirii kuchh ahl-e-hunar se puuchho
Bushra Hashmi
Ghazal
vo jis pe tumhe.n sham-e-sar-e-rah kaa gumaa.n hai
vo sho.ala-e-aavaara hamaarii hii zabaa.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ik gaam sar-e-raah-e-sipaah aa.ii na duniyaa
daryuuza-e-uqbaa thaa so raas aa.ii na duniyaa
Khalid Ahmad
Ghazal
Kaifi Azmi
Ghazal
tamaasha apnaa sar-e-rah-guzar banaayaa jaa.e
jo raahzan hai use raahbar banaayaa jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
reza reza mai.n sar-e-raah bikhar jaa.u.ngaa
tum se gar duur rahuu.ngaa to mai.n mar jaa.u.ngaa
Faisal Farooq
Ghazal
milaa thaa ko.ii sar-e-raah ajnabii kii tarah
aziiz lagtaa hai jo mujh ko zindagii kii tarah
Kavita Kiran
Ghazal
kahte hai.n sar-e-raah munaasib nahii.n milnaa
kyaa KHuub ki ab hogii kahii.n aur mulaaqaat
Wasif Dehlvi
Ghazal
yuu.n tire mast sar-e-raah chalaa karte hai.n
jaise shaahaan-e-falak-e-jaah chalaa karte hai.n
Shamim Karhani
Ghazal
kisii bargad kaa sar-e-raah na ehsaan liyaa
apnaa saaya thaa ka.Dii dhuup me.n KHud taan liyaa
Kailash Mahir
Ghazal
ko.ii milaa thaa sar-e-raah ik zamaana hu.aa
phir us ke baa'd ko.ii aisaa saaneha na hu.aa