SEARCH RESULTS
Showing search results for "sham-e-amn"
Ghazal MATCHES FOR "sham-e-amn"
Ghazal
ik ik palak pe chhaa.ii hai mahruumiyo.n kii shaam
zabt-e-suKHan kii aag me.n jalte labo.n ko dekh
Mahmood Shaam
Ghazal
kuchh to kahtii hai sar-e-shaam samundar kii havaa
kabhii saahil kii KHunuk ret pe jaa.e.n to sahii
Mahmood Shaam
Ghazal
ik pal me.n hii batlaa ga.ii.n dam to.Dtii kirne.n
vo raaz jo ai 'shaam' na paayaa mujhe din-bhar
Mahmood Shaam
Ghazal
yaade.n khule kivaa.D ye mahkii hu.ii fazaa
kaun aa rahaa hai shaam ye ThanDii havaa ke ba.ad
Mahmood Shaam
Ghazal
ruk gayaa vaqt palaT aa.ii hai.n biitii sadiyaa.n
yahii vo lamha hai jab 'shaam' bikharnaa hai mujhe
Mahmood Shaam
Ghazal
mai.n huu.n shikaar-e-fitna-e-ehsaas-e-ra.ng 'shaam'
kis tarah ek jism kii taqsiim ho ga.ii
Mahmood Shaam
Ghazal
ye terii be-zarii aur haasido.n kaa ye hasad tauba
agar ai 'amn' tere paas zar hotaa to kyaa hotaa
Amn Lakhnavi
Ghazal
Amn Lakhnavi
Ghazal
ham ne maanaa ki shab-e-Gam kii sahar hotii hai
ziist kii shaam na ho jaa.e sahar hone tak
Amn Lakhnavi
Ghazal
fursat-e-she’r-o-suKHan 'amn' ko kam hai lekin
she'r-go.ii kaa abhii hausla saa hai to sahii
Amn Lakhnavi
Ghazal
aksar hu.aa aisaa ki bhare ghar me.n sar-e-shaam
tanhaa.ii ke aaseb dar-o-baam se barse
Sham Rizvi
Ghazal
tamaam justujuu-e-shauq raa.egaa.n ai 'shaam'
mujhe KHabar hai pas-e-intizaar kyaa hogaa
Sham Rizvi
Ghazal
Sham Rizvi
Ghazal
tire KHayaal kaa jab sehn-e-dil me.n chaa.nd khile
udaas shaam ko manzar saa kuchh nayaa bhii de
Sham Rizvi
Ghazal
ha.ngaama hai na fitna-e-dauraa.n hai aaj-kal
har samt sham-e-amn farozaa.n hai aaj-kal