SEARCH RESULTS
Showing search results for "sham.a-e-sar-e-baad"
Ghazal MATCHES FOR "sham.a-e-sar-e-baad"
Ghazal
ham hai.n sham.a-e-sar-e-baad aur ho tum mauj-e-havaa
ghuumne phirne idhar ko bhii zaraa ho jaanaa
Waheed Akhtar
Ghazal
bar-sar-e-baad hu.aa apnaa Thikaanaa sar-e-raah
kaam aayaa miraa aavaaz lagaanaa sar-e-raah
Ali Iftikhar Jafri
Ghazal
ye jaan kar bhii ki naa-mehrbaaniyaa.n ho.ngii
puraane shahr me.n sab mehrbaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
har zarra chashm-e-shauq-e-sar-e-rahguzar hai aaj
dil mahv-e-intizaar hai aur kis qadar hai aaj
Hameed Nag Puri
Ghazal
kyo.n le aa.e sar-e-baazaar suno ai logo
mai.n na fankaar na shahkaar suno ai logo
Nazish Ansari
Ghazal
miyaan-e-sharr-o-sar-e-KHair baukhalaayaa hu.aa
shikaar-e-kashmakash-e-'aql Dagmagaayaa hu.aa
Abdullah Saqib
Ghazal
agarche aah-e-sar-e-shaam bhii zaruurii hai
dil-e-sitam-zada aaraam bhii zaruurii hai
Jafar Baluch
Ghazal
vo jis pe tumhe.n sham-e-sar-e-rah kaa gumaa.n hai
vo sho.ala-e-aavaara hamaarii hii zabaa.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
shauq har rang raqiib-e-sar-o-saamaa.n niklaa
qais tasviir ke parde me.n bhii uryaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
har mo.D ko charaaG-e-sar-e-rahguzar kaho
biite hu.e dino.n ko Gubaar-e-safar kaho
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Raushan Banarasi
Ghazal
kahtaa yahii Gubaar-e-sar-e-rahguzaar hai
lenaa qadam har ik ke hamaaraa shi.aar hai
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
aabla KHaar-e-sar-e-mizhgaa.n ne pho.Daa saa.np kaa
selii-e-zulf-e-rasaa ne kallaa to.Daa saa.np kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ishq kyaa kyaa na raqiib-e-sar-o-saamaa.n niklaa
tie collar kii jagah chaak-garebaa.n niklaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
jhilmilaatii hu.ii bujhne lagii ab sham’-e-hayaat
zindagii bhii hai charaaG-e-sar-e-mahfil kii tarah
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
de diye KHusrav-o-shiirii.n ne use mo.D ka.ii
varna yuu.n faasla-e-tiisha-o-sar hii kitnaa