SEARCH RESULTS
Showing search results for "shivaalaa"
Ghazal MATCHES FOR "shivaalaa"
Ghazal
ham ne jo taraashe the sanam ahd-e-junuu.n me.n
un me.n se har ik aaj shivaala nazar aa.e
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
mai.n zaKHm zaKHm huu.n is vaaste nashe me.n huu.n
mujhe bataa.o haram hai ki ye shivaala hai
Haneef Rahi
Ghazal
masjid bhii ga.e aur shivaala bhii ga.e ham
is dil ne magar terii ibaadat nahii.n badlii
Saba Bilgrami
Ghazal
tumhe.n dikhaa.uu.n mai.n shahr-e-jadiid kaa naqsha
ye De.Dh ii.nT kii masjid hai ye shivaala hai
Jamal Owaisi
Ghazal
Sabir Waseem
Ghazal
Qasim Imran
Ghazal
ja.ngal me.n bhaTaktaa vo musaafir thaa ki jis ko
parbat pe mohabbat kaa shivaala nazar aayaa
Muslim Shameem
Ghazal
tang aa ke aap dair-o-haram ko to chho.D de.n
lekin nayaa shivaala ye Te.Dhaa savaal hai
Aslam Parvez
Ghazal
aasaa.n hai masaafat bhii hai shaGl-e-ibaadat bhii
har mo.D pe raste ke ab ek shivaalaa hai
Musavvir Lakhnavi
Ghazal
kabhii to ham ne bhii KHvaabo.n ke but taraashe the
hamaare dil me.n bhii ulfat kaa ik shivaala thaa
Kabir Ahmad Jaisi
Ghazal
ye dil shivaala nahii.n jogiyo.n kaa kuTiyaa hai
sugandh se vo badan kii basaa ga.ii hai ise
Pooran Kumar Hosh
Ghazal
tuu mire dil me.n rahe husn-e-tamannaa ban kar
tuu sanam ho miraa mai.n teraa shivaala ban jaa.uu.n