SEARCH RESULTS
Showing search results for "silaa.iye"
Ghazal MATCHES FOR "silaa.iye"
Ghazal
aisaa na ho ki jaa.e shitaabii se dam nikal
chaak-e-jigar se pahle miraa mu.nh silaa.iye
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
daadii se kahnaa us kii kahaanii sunaa.iye
jo baadshaah ishq me.n mazduur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
na.ii ruto.n me.n dukho.n ke bhii silsile hai.n na.e
vo zaKHm taaza hu.e hai.n jo bharne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
KHayaal-o-KHvaab kii suurat bikhar gayaa maazii
na silsile na vo qisse na ab vo afsaane
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
har aan TuuTte ye aqiido.n ke silsile
lagtaa hai jaise aaj bikharne lagaa huu.n mai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
hairato.n ke silsile soz-e-nihaa.n tak aa ga.e
ham nazar tak chaahte the tum to jaa.n tak aa ga.e
Qabil Ajmeri
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
tarannum 'arz mukarrar sunaa.iye irshaad
kisii ne suniye kahaa bazm jhuum jhuum ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
judaa.iyaa.n ho.n to aisii ki umr bhar na mile.n
fareb do to zaraa silsile ba.Dhaa ke mujhe
Ahmad Faraz
Ghazal
vahshat-e-dil sila-e-aabla-paa.ii le le
mujh se yaa-rab mire lafzo.n kii kamaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
shiishe kii silaa.ii me.n kaale bhuut kaa cha.Dhnaa
baam kaaTh kaa gho.Daa niim kaa.nch kii golii
Bashir Badr
Ghazal
haalaa.nki hai ye siili-e-KHaaraa se laala ra.ng
Gaafil ko mere shiishe pe mai kaa gumaan hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hai mere saath mire dushmano.n se rabt unhe.n
ye silsile to Galat-fahmiyaa.n ba.Dhaate hai.n
Muzaffar Razmi
Ghazal
na tuu hai kahii.n aur na mai.n huu.n kahii.n
ye sab silsile hai.n KHayaalaat ke