SEARCH RESULTS
Showing search results for "sulah-e-gair"
Ghazal MATCHES FOR "sulah-e-gair"
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
haa.e-re Gaarat-gar-e-sabr-o-shakebaa.ii hu.ii
vo tirii tirchhii nazar vo aa.nkh sharmaa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
uf-re sitam ki bahr-e-du.aa-e-visaal-e-Gair
vo paa.nv chal ke aa.e hai.n mere mazaar tak
Mela Ram Wafa
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
Abeera Ahmad
Ghazal
dar-guzar hotaa hai aur hogaa ba-qadr-e-imkaa.n
aaKHir-e-kaar ye paa-posh-o-sar-e-Gair to hai
Rind Lakhnavi
Ghazal
tuu charaaG-e-mazaar-e-Gair rahaa
ham ghule sham.a-saa.n tire Gam me.n
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
nishaan-e-paa-e-gair us aastaa.n par
nahii.n hai mere marqad kaa nishaa.n hai
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
tumhaaraa suu-e-mazra.a-e-Gair aksar
tarashshoh pe abr-e-karam dekhte hai.n
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
rasm-e-ishq-e-Gair aur mai.n ye bhii KHuub
aisii kahte ho ki bas tauba bhalii
Muztar Khairabadi
Ghazal
thaa qasd-e-qatl-e-Gair magar mai.n talab hu.aa
jallaad mehrbaan hu.aa kyaa sabab hu.aa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
intiqaam-e-sitam-e-Gair se maayuus rahe
na hu.aa hashr me.n bhii ko.ii talabgaar apnaa
Mirza Rahimuddin Haya
Ghazal
rang-e-ruKH hai tarjumaan-e-vasl-e-Gair
zulf-e-barham se to puuchho kyaa hu.aa