SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahat-al-lafz"
Ghazal MATCHES FOR "tahat-al-lafz"
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
zabaa.n se taaqat-e-guftaar chhiin.ne vaalo
tumhii.n bataa.o ki kab tak zabaan band rahe
Mahir Al-Hameedi
Ghazal
har ek lafz ke ma.anii badal ga.e 'maajid'
jahaan-e-sher me.n ye KHalfashaar kaisaa hai
Majid-ul-Baqri
Ghazal
rahii na taaqat-e-guftaar aur agar ho bhii
to kis umiid pe kahiye ki aarzuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
us ne ik ik lafz se saaraa badan chhalnii kiyaa
soch kar ummiid kaa hai dosh saaraa aa ga.e
Om Awasthi
Ghazal
pyaas ba.Dhtii hu.ii taa-hadd-e-nazar paanii thaa
ruu-ba-ruu kaisaa ajab manzar-e-hairaanii thaa
Ain Tabish
Ghazal
taaqat-e-parvaaz hii jab kho chukii
phir hu.aa kyaa gar havaa me.n par khule