SEARCH RESULTS
Showing search results for "tajraba"
Ghazal MATCHES FOR "tajraba"
Ghazal
naa-tajraba-kaarii se vaa.iz kii ye hai.n baate.n
is rang ko kyaa jaane puuchho to kabhii pii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
dariyaa ho yaa pahaa.D ho Takraanaa chaahiye
jab tak na saa.ns TuuTe jiye jaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kahaa gayaa hai sitaaro.n ko chhuunaa mushkil hai
ye kitnaa sach hai kabhii tajraba kiyaa jaa.e
Nida Fazli
Ghazal
bichha.D ke tujh se kisii duusre pe marnaa hai
ye tajraba bhii isii zindagii me.n karnaa hai
Asad Badayuni
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
yuu.n to ha.nste hu.e la.Dko.n ko bhii Gam hotaa hai
kachchii umro.n me.n magar tajraba kam hotaa hai
Wali Aasi
Ghazal
ye miraa tajraba hai husn ko.ii chaal chale
baazi-e-ishq kabhii maat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ab zaraa saa faaslaa rakh kar jalaataa huu.n charaaG
tajraba ye haath aayaa haath jal jaane ke ba.ad
Alam Khursheed
Ghazal
bataa.uu.n kaise ki sach bolnaa zaruurii hai
ta.alluqaat me.n ye tajraba zaruurii hai
Nomaan Shauque
Ghazal
'umr bhar to ko.ii bhii jang la.D nahii.n saktaa
tum bhii Tuut jaa.oge tajraba hamaaraa hai
Manzar Bhopali
Ghazal
ajiib tajraba aa.nkho.n ko hone vaalaa thaa
baGair nii.nd mai.n kal raat sone vaalaa thaa
Farhat Ehsas
Ghazal
haadse uu.nchii u.Daano.n me.n bahut hote hai.n
tajraba tujh ko nahii.n hai mire baazuu le jaa