SEARCH RESULTS
Showing search results for "taskiin-e-anaa"
Ghazal MATCHES FOR "taskiin-e-anaa"
Ghazal
kuchh aaj zalzala saa zamii.n ko hai gor me.n
'taskiin'-e-be-qaraar magar aarmiida hai
Taskeen Dehlavi
Ghazal
ai 'anaa' merii tabii.at me.n hai shoKHii lekin
dil-shikan ko.ii sharaarat nahii.n karne vaalii
Ana Dehlvi
Ghazal
kaise vo talKH-tar hai.n mire shor-e-ishq se
qismat se apnaa chaahne me.n bhii mazaa nahii.n
Taskeen Dehlavi
Ghazal
naaz o adaa o Gamza se yuu.n dil liyaa miraa
le jaa.e.n jaise mast ko hushyaar khii.nchte
Taskeen Dehlavi
Ghazal
puuchhe jo tujh se ko.ii ki 'taskii.n' se kyuu.n milaa
kah diijo haal dekh ke rahm aa gayaa mujhe
Taskeen Dehlavi
Ghazal
naam-e-taskii.n' pe ye mazmuun-e-tapish naa-zebaa
thaa taKHallus jo sazaa-vaar to betaab mujhe
Taskeen Dehlavi
Ghazal
taskiin' karuu.n kyaa dil-e-muztar kaa ilaaj ab
kam-baKHt ko mar kar bhii to aaraam na aayaa
Taskeen Dehlavi
Ghazal
'taskii.n' ye jaan-o-dil the hame.n bhii kabhii aziiz
ab zindagii hai kis kii badaulat na puuchhiye
Taskeen Qureshi
Ghazal
ai 'anaa' kis par bhalaa kiije yaqii.n
bik ga.e Gam-KHvaar ab aa.egaa kaun
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
ai 'anaa' tum mat giraanaa apne hii kirdaar ko
un ko kahne do ki KHud-daarii kahaa.n aa ga.ii
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
shab ne ra.ngat ke liye hii maah-o-aKHtar ko 'anaa'
dekhiye Taa.nkaa hai kaise apnii is poshaak me.n
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
jis shaKHs ne bhii khaa.e hai.n sa.ngiin zaKHm-e-dil
dete usii ko hai.n yahaa.n taskiin zaKHm-e-dil
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
gardish-e-vaqt ne kiyaa KHaamosh
varna 'taskii.n' naqiib thaa pahle
Mohammad Salahuddin Taskeen
Ghazal
shab-parasto.n ko bhii taskiin-e-anaa mil jaa.egii
un kaa haq hai un ko shab-bedaariyaa.n de diijiye
P P Srivastava Rind
Ghazal
zauq-e-KHud-biinii kii taskiin-e-anaa ke vaaste
kitne hii naa-aashnaa.o.n ko banaayaa aashnaa
Qaisar Siddiqi
Ghazal
KHidmat-e-sher-o-adab kaa to hame.n da.avaa hai
ko.ii kyaa jaane ki taskiin-e-anaa chaahte hai.n