SEARCH RESULTS
Showing search results for "therii"
Ghazal MATCHES FOR "therii"
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dast-e-sabaa kii Therii hu.ii loriyo.n se bach
dasht-e-vafaa me.n chaltii hu.ii luu bhii dekh le
Saif Zulfi
Ghazal
Jalal Lakhnavi
Ghazal
baat dariyaa.o.n kii suuraj kii na terii hai yahaa.n
do qadam jo bhii mire saath chalaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
zindagii terii ataa hai to ye jaane vaalaa
terii baKHshish tirii dahliiz pe dhar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ye kaun log hai.n maujuud terii mahfil me.n
jo laalacho.n se tujhe mujh ko jal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
zindagii terii ataa thii so tire naam kii hai
ham ne jaise bhii basar kii tiraa ehsaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
apne chehre se jo zaahir hai chhupaa.e.n kaise
terii marzii ke mutaabiq nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
har mulaaqaat pe mahsuus yahii hotaa hai
mujh se kuchh terii nazar puuchh rahii ho jaise
faiz anwar
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
aa.nkhe.n na jhukii.n terii kisii Gair ke aage
duniyaa me.n ba.Dii chiiz mirii jaan! hai.n aa.nkhe.n