SEARCH RESULTS
Showing search results for "ubhre"
Ghazal MATCHES FOR "ubhre"
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
dhanak ubhre sar-e-aflaak ka.Dii dhuup me.n bhii
dasht-e-vahshat me.n agar teraa KHayaal aa jaa.e
Adeem Hashmi
Ghazal
ham ubhre bhii Duube bhii siyaahii ke bha.nvar me.n
ham so.e nahii.n shab-hama-shab soch rahe hai.n
Shakeb Jalali
Ghazal
har chehre ke piichhe sau chehre ubhre
sab kaa pardaa faash hu.aa tasviiro.n me.n
Manish Shukla
Ghazal
dil kyuu.n dha.Dakne lagtaa hai ubhre jo ko.ii chaap
ab to nahii.n kisii kaa mujhe intizaar bhii
Shakeb Jalali
Ghazal
sahar se pahle yahaa.n aaftaab ubhre hai.n
KHuluus bandgii-e-chashm-e-nam ko pahchaane
Ada Jafarey
Ghazal
ra.ngo.n kii rau hai 'zeb' ki gardish me.n hai mudaam
be-shakl-o-jism ubhre hai.n paikar KHayaal ke
Zeb Ghauri
Ghazal
terii anaa niyaaz kii kirne.n bujhaa ga.ii
jazbe jo dil me.n ubhre the sharminda kar ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Tahir Adeem
Ghazal
KHaamoshii ne rusvaa.ii ke gul aur khilaa.e
dafnaayaa mohabbat ko to ubhre hai.n nishaa.n aur
R P Shokh
Ghazal
jaa-ba-jaa aks merii aa.nkho.n me.n ubhre jis kaa
us kii tasviir bhii ab dil se haTaa dii jaa.e
Asra Rizvi
Ghazal
ubhre jo KHaak se vo tah-e-KHaak ho ga.e
sab paa.emaal-e-gardish-e-aflaak ho ga.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
suuraj ke saath saath ubhaare ga.e hai.n ham
taariikiyo.n me.n phir bhii utaare ga.e hai.n ham