SEARCH RESULTS
Showing search results for "utaaruu.n"
Ghazal MATCHES FOR "utaaruu.n"
Ghazal
mai.n us badan se sabhii pairahan utaaruu.n aur
a.ndheraa jism pe kap.De kaa kaam kar jaa.e
Kushal Dauneriya
Ghazal
apnii barbaadii kii tasviir utaaruu.n kaise
chand lamho.n ke liye bhii na manaazir Thahre
Qaisarul Jafri
Ghazal
kahaa.n utaaruu.n janaaze ko zindagii tere
ki is ke bojh se shal ho chukaa hai shaana miraa
Tariq Qamar
Ghazal
mai.n apne KHayaalo.n kii thakan kaise utaaruu.n
ra.ngo.n me.n ko.ii rang bhii gahraa nahii.n miltaa
Jazib Quraishi
Ghazal
us ko lafzo.n me.n utaaruu.n to varaq huu.n raushan
us kii tasviir banaa luu.n to misaalii hogii
Parkash Fikri
Ghazal
koshish to bahut kii thii ki shiishe me.n utaaruu.n
tasviir bhii us shaKHs kii pathar me.n ja.Dii hai
Fauzia Shaikh
Ghazal
dil me.n tasviir tumhaarii na utaaruu.n to kaho
parda-e-ruKH bhii uThe jalva-panaahe gaahe
Talha Rizvi Barq
Ghazal
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
kaaGaz kii ek naav utaaruu.n aur is ke baad
dariyaa pe apnaa Gaiz-o-Gazab ruunumaa karuu.n
Irshad Ahmad Niazi
Ghazal
Rasheed Qaisrani
Ghazal
na mai.n ne maut ko samjhaa na zindagaanii ko
kis aa.ine me.n utaaruu.n tirii javaanii ko
Ishrat Jalandhari
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
yaad ke chaa.nd dil me.n utarte rahe
chaa.ndnii jagmagaatii rahii raat bhar
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
dar-e-qafas pe a.ndhere kii mohr lagtii hai
to 'faiz' dil me.n sitaare utarne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mai.n ne jis lamhe ko puujaa hai use bas ik baar
KHvaab ban kar tirii aa.nkho.n me.n utartaa dekhuu.n