SEARCH RESULTS
Showing search results for "vafaa-kesho.n"
Ghazal MATCHES FOR "vafaa-kesho.n"
Ghazal
ab to allaah nigahbaa.n hai vafaa kesho.n kaa
choT khaa.ii hai kuchh aisii ki dikhaa bhii na sakuu.n
Nazish Sahsarami
Ghazal
ham vafaa-kesho.n kaa iimaa.n bhii hai parvaana-sifat
sham-e-mahfil jo vo kaafir na rahaa aur sahii
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
ham vafaa-kesho.n ke dam se hai ye satvat ye uruuj
aap ke ham hai.n to ye jaah-o-hasham aap ke hai.n
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
Birj Lal Raana
Ghazal
mehnat-kasho.n ko bhuuk hii KHairaat me.n milii
ravaaq ban ke rizq-e-vafaa kaun le gayaa
Khalid Raheem
Ghazal
mehnat-kasho.n ko bhuuk hii KHairaat me.n milii
razzaaq ban ke rizq-e-vafaa kaun le gayaa
Khalid Raheem
Ghazal
kaif-e-hayaat tere sivaa kuchh nahii.n rahaa
terii qasam hai tujh se judaa kuchh nahii.n rahaa
Iqbal Kaifi
Ghazal
ain-mumkin hai kisii tarz-e-adaa me.n aa.e
qissa-e-dard-e-vafaa saut-o-sadaa me.n aa.e
Aslam Ansari
Ghazal
kitne hasiin KHvaab haqiiqat-pasand hai.n
kitne tasavvuraat nigaaho.n me.n band hai.n
Salahuddin Nayyar
Ghazal
KHafaa na ho ki tiraa husn hii kuchh aisaa thaa
mai.n tujh se pyaar na kartaa to aur kyaa kartaa
Aslam Ansari
Ghazal
le luu.ngaa jaan de ke mohabbat jahaa.n mile
kuchh din me.n shaayad aur ye saudaa garaa.n mile
Najm Aafandi
Ghazal
Gam itne apne daaman-e-dil se lipaT ga.e
tujh se bichha.D ke ham ka.ii qisto.n me.n baT ga.e
Zafar Ansari Zafar
Ghazal
hai ab kahaa.n vo vafaa aur vo vafaa-keshii
vo aur vaqt thaa ham dekh kuu-ba-kuu aa.e
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
Qamar Moradabadi
Ghazal
mai.n samajhtaa huu.n tujhe merii vafaa yaad nahii.n
tuu samajhtaa hai mujhe terii jafaa yaad nahii.n
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
mu.D-mu.D ke kise dekhtaa thaa ko.ii nahii.n thaa
chhuuTe hu.e logo.n me.n miraa ko.ii nahii.n thaa