SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-shiiriini-e-guftaar"
Ghazal MATCHES FOR "zauq-e-shiiriini-e-guftaar"
Ghazal
zauq-e-shiiriini-e-guftaar fuzuu.n aur hu.aa
zahr jitne the vo sab ahl-e-zabaa.n tak pahu.nche
Ravish Siddiqi
Ghazal
umr guzrii mirii shiiriinii-e-guftaar ke saath
lab milaa.e the kabhii mai.n ne lab-e-yaar ke saath
Saifuddin Saif
Ghazal
bahar-suurat hai.n ham shiiriini-e-guftaar ke sadqe
tire iqraar ke sadqe tire inkaar ke sadqe
Khar Dehlavi
Ghazal
lazzat vo shakar me.n na maza shahd kaa aisaa
kuchh aur hai shiiriinii-e-guftaar-e-mohabbat
Riyaz Hasan Khan Khayal
Ghazal
jab us kii zauq-e-nazar kaa hu.aa bahut charchaa
vufuur-e-shauq se ek din sa.nvar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
'naazir' mirii shiiriinii-e-guftaar me.n kuchh log
haalaat kii talKHii ko Dubone nahii.n dete
Manzoor-ul-Haq Nazir
Ghazal
gholnaa kaano.n me.n ras shiiriinii-e-guftaar se
ruuh-parvar us kaa ha.nsnaa bolnaa achchhaa lagaa
Barqi Azmi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jo tirii mahfil se zauq-e-KHaam le kar aa.e hai.n
apne sar vo KHud hii ik ilzaam le kar aa.e hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
tishnagii zauq-e-takallum kii vahii hai ab tak
us ke jalve to bahut merii nazar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
suluuk-e-ishq me.n be-faiz hai.n vo lab jin se
husuul-e-lazza-e-shiiriinii-e-lu.aab na ho
Muhiuddin Gulfam
Ghazal
saamne chashm-e-guhar-baar ke kah do dariyaa
cha.Dh ke gar aa.e to nazro.n se utar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
apne Gubaar me.n bhii hai vo zauq-e-sar-kashii
paamaal hauke arsh pe chalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
lazzat-e-shiiriinii-e-hastii kahaa.n
talKHiyo.n me.n kaT gayaa daur-e-shabaab
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
jaate havaa-e-shauq me.n hai.n is chaman se 'zauq'
apnii balaa se baad-e-sabaa ab kabhii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
lab pe aate hai.n bahut zauq-e-safar ke naGme
aur har gaam pe aaraam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
thapak thapak ke sulaayaa jo tum ne zauq-e-suKHan
'suruur' is ko kisii kii nazar jagaa hii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
talKH-kaam afzaa.ish-e-shiiriinii-e-ishrat hu.ii
aate aate ho ke zahr-aaluud jaam aa hii gayaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
Gazal lataafat-o-shiiriinii-e-bayaa.n ke liye
mai-e-shabaab kaa kaif-o-suruur chaahe hai
Asar Ansari
Ghazal
jab tak na thaa shah-e-rag pe pa.Daa saaya-e-abruu
mai.n vaaqif-e-shiiriinii-e-KHanjar na hu.aa thaa