SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہیرا"
Ghazal MATCHES FOR "ہیرا"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tamaam umr kaa haasil hai ye hunar meraa
ki mai.n ne shiishe ko hiiraa banaa ke rakkhaa hai
Munawwar Rana
Ghazal
mai.n to yaaro aap apnii jaan kaa dushman hu.aa
zahr ban ke aap apnii ruuh me.n utraa huu.n mai.n
Athar Nafees
Ghazal
ik zaraa Dher me.n kuu.De ke bhii chhup kar dekhe.n
log hiiraa hame.n samjhe hai.n ki patthar dekhe.n
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
Gam ke har ik rang se mujh ko shanaasaa kar gayaa
vo miraa mohsin mujhe patthar se hiiraa kar gayaa
Adeem Hashmi
Ghazal
harf harf hiiraa hai lafz lafz motii hai
in hasiin logo.n kii baat hii niraalii hai
Raaz Allahabadi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
kaun hiiraa hai yahaa.n aur kaun hai hiiraa-numaa
farq itnaa saa bataa kar jauharii KHatre me.n hai
Aamir Ata
Ghazal
iizaa-dahii kii daad jo paataa rahaa huu.n mai.n
har naaz-aafrii.n ko sataataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa bataa.e.n pyaar kii baazii vafaa kii raah me.n
kaun jiitaa kaun haaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aisaa hai ki sab KHvaab musalsal nahii.n hote
jo aaj to hote hai.n magar kal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
du.aa karo ki ye paudaa sadaa haraa hii lage
udaasiyo.n me.n bhii chehra khilaa khilaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
na haaraa hai ishq aur na duniyaa thakii hai
diyaa jal rahaa hai havaa chal rahii hai