SEARCH RESULTS
Showing search results for "خرام"
Nazm MATCHES FOR "خرام"
Nazm
KHizr-e-rah
guu.njtii hai jab fazaa-e-dasht me.n baa.ng-e-rahiil
ret ke Tiile pe vo aahuu kaa be-parvaa KHiraam
Allama Iqbal
Nazm
izhaar
teraa Gammaaz banaa KHud tiraa andaaz-e-KHiraam
dil na sambhlaa thaa to qadmo.n ko sambhaalaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
nau-jawan se
tire KHiraam me.n hai zalzalo.n kaa raaz nihaa.n
har ek gaam par ik inqalaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kar gae kuch kahan
jab bhii saaqii ne suraahii ko diyaa izn-e-KHiraam
bazm kii bazm pukaaregii ki aaGaaz me.n tuu
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
yahii.n rumuuz-e-KHiraam-e-sukuu.n-numaa siikhe
nasiim-e-sub.h-e-tamaddun ne bhairvii.n chhe.Dii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
aatii thii koh se sadaa raaz-e-hayaat hai sakuu.n
kahtaa thaa mor naa-tavaa.n lutf-e-KHiraam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
hadiis-e-baada-o-saaqii nahii.n to kis masraf
KHiraam-e-abr-e-sar-e-kohsaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
vaqt lahre.n
jinhe.n tamannaa, magar, samaavii KHiraam kii ho
Noon Meem Rashid
Nazm
judai
shajar hajar pe hai.n Gam kii ghaTaa.e.n chhaa.ii hu.ii
subuk-KHiraam havaa.o.n ko nii.nd aa.ii hu.ii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
nasr kaa hai KHiraam-e-KHush-ha.ngaam
shaa.irii kii u.Daan hai urdu