SEARCH RESULTS
Showing search results for "دخل"
Nazm MATCHES FOR "دخل"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
ab bhii dilkash hai tiraa husn magar kyaa kiije
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hamesha der kar deta hun
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
badalte mausamo.n kii sair me.n dil ko lagaanaa ho
Muneer Niyazi
Nazm
hubb-e-watan
ai pahaa.Do.n kii dil-fareb fazaa
ai lab-e-juu kii ThanDii ThanDii havaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
muslim-league
kuchh to nazm-o-nasq-e-mulk me.n bhii diijiye daKHl
sheva-e-haq-talabii hai ye ko.ii ja.ng nahii.n
Shibli Nomani
Nazm
shikwa
naqsh-e-tauhiid kaa har dil pe biThaayaa ham ne
zer-e-KHanjar bhii ye paiGaam sunaayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
aa ki vaabasta hai.n us husn kii yaade.n tujh se
jis ne is dil ko parii-KHaana banaa rakkhaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
kabhii kabhii mire dil me.n KHayaal aataa hai
ki zindagii tirii zulfo.n kii narm chhaa.nv me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhse pahle
mujh se pahle tujhe jis shaKHs ne chaahaa us ne
shaayad ab bhii tiraa Gam dil se lagaa rakkhaa ho
Ahmad Faraz
Nazm
tanhai
phir ko.ii aayaa dil-e-zaar nahii.n ko.ii nahii.n
raah-rau hogaa kahii.n aur chalaa jaa.egaa