SEARCH RESULTS
Showing search results for "دوا"
Nazm MATCHES FOR "دوا"
Nazm
mere hamdam mere dost!
gar miraa harf-e-tasallii vo davaa ho jis se
jii uThe phir tiraa uj.Daa hu.aa be-nuur dimaaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taswir-e-dard
davaa har dukh kii hai majruuh-e-teG-e-aarzuu rahnaa
ilaaj-e-zaKHm hai aazaad-e-ehsaan-e-rafuu rahnaa
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
mauj-e-duud-e-aah se aa.iina hai raushan miraa
ganj-e-aab-aavrd se maamuur hai daaman miraa
Allama Iqbal
Nazm
wasoKHt
har chaaraagar ko chaaragarii se gurez thaa
varna hame.n jo dukh the bahut laa-davaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jugnu
jo mere haath se ik din davaa bhii pii na sakii
ki mujh ko zindagii dene me.n jaan hii de dii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hubb-e-watan
jo ki rahte hai.n tujh se duur sadaa
in ko kyaa hogaa zindagii kaa mazaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
munajat-e-bewa
tuu paas aur ghar duur hai teraa
raah tirii dushvaar aur suk.Dii
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHud-kalami
kyaa zaruurii hai davaa saarii asar kar jaa.e
kyaa zaruurii hai ki har KHvaab ham achchhaa dekhe.n
Munawwar Rana
Nazm
filistini arab se
تري دوا نہ جنيوا ميں ہے ، نہ لندن ميں
فرنگ کي رگ جاں پنجہ يہود ميں ہے