SEARCH RESULTS
Showing search results for "سنبل"
Nazm MATCHES FOR "سنبل"
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ruu-e-mubii.n na gesuu-e-sumbul-qavaam hai
vo barhaman kii sub.h ye saaqii kii shaam hai
Josh Malihabadi
Nazm
aadhi raat
labo.n pe so ga.ii kaliyo.n kii muskuraahaT bhii
zaraa bhii sumbul-e-turkii laTe.n nahii.n hiltii.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
doshiza malan
zulfo.n me.n taab-e-sumbul-e-pechaa.n liye hu.e
aariz me.n shoKH ra.ng-e-gulistaa.n liye hu.e
Kaifi Azmi
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
aag paidaa.ish kaa afzaa.ish kaa naam
aag ke phuulo.n me.n nasrii.n yaasman sumbul shafiiq-o-nastaran
Noon Meem Rashid
Nazm
intizar
qaabil-e-diid hai mashshaatgii-e-fasl-e-bahaar
zulf-e-sumbul me.n nayaa husn nazar aataa hai
Parvez Shahidi
Nazm
nasim-e-sahar
sumbul ko zulf-e-naaz ko suljhaa ke chal pa.Dii
daaman ko KHaar KHaar se uljhaa ke chal pa.Dii
Mela Ram Wafa
Nazm
dil-e-nadan
gulshan ko apne sumbul-o-raihaa.n pe naaz hai
aur baaGbaa.n ko apne gulistaa.n pe naaz hai
Narayan Das Puri
Nazm
maya ye sansar
suuraj jaisaa chehra aur ye chandar jaise gaal
nargis jaisii aa.nkhe.n aur ye sumbul jaise baal
Amjad Najmi
Nazm
ye lagta hai ki tum aae
sumbul kii lachaktii hu.ii zulfo.n se kare chhe.D
jho.nkaa ko.ii aamaada sharaarat pe nazar aa.e