SEARCH RESULTS
Showing search results for "مواد"
Nazm MATCHES FOR "مواد"
Nazm
kya sach hai
matn vaalaa mavaad kaun saa hai
aur un haashiyo.n me.n kyaa sach hai
Shahram Sarmadi
Nazm
zauq o shauq
terii nigaah-e-naaz se dono.n muraad paa ga.e
aql, Gayaab o justujuu ishq, huzuur o iztiraab!
Allama Iqbal
Nazm
shikast-e-tauba
saaqii kii har nigaah pe bal khaa ke pii gayaa
lahro.n se kheltaa hu.aa lahraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
nazm
tirii talab kaa sabab sirf KHaalii-pan to nahii.n
ki tujh se raabta meraa zaruuratan to nahii.n
Balmohan panday
Nazm
yaad
aa.ii jab un kii yaad to aatii chalii ga.ii
har naqsh-e-maa-sivaa ko miTaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
baad-e-muraad o chashmak-e-tuufaa.n liye hu.e
huu.n buu-e-zulf-o-jumbish-e-mizhgaa.n liye hu.e
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
terii duurii hai morid-e-aalaam
tere chhuTne se chhuT gayaa aaraam
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
mohanjoDaaro ha.Dappaa ke aur ajantaa ke
banaane vaale yahii.n ballamo.n se khele the
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tum
halaavato.n kii tamannaa, malaahato.n kii muraad
Guruur kaliyo.n kaa phuulo.n kaa inkisaar ho tum
Kaifi Azmi
Nazm
chand nasihaten
mil nahii.n saktii nikammo.n ko zamaane me.n muraad
kaamyaabii kii jo KHvaahish ho to mehnat chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
pahle to husn-e-amal husn-e-yaqii.n paidaa kar
phir isii KHaak se firdaus-e-barii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
ghas to mujh jaisi hai
ghaas bhii mujh jaisii hai
paa.nv-tale bichh kar hii zindagii kii muraad paatii hai
Kishwar Naheed
Nazm
nashat-e-umid
sab ye samajhte hai.n ki paa.ii muraad
kahtii hai jab tuu ki ab aa.ii muraad