SEARCH RESULTS
Showing search results for "پارا"
Nazm MATCHES FOR "پارا"
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
aur is par ye kaalii ghaTaa.o.n kaa pahraa
gulaabo.n se naazuk mahaktaa badan hai
Tahir Faraz
Nazm
darwaza khula rakhna
dil dard kii shiddat se KHuu.n-gashta o sii-paara
is shahr me.n phirtaa hai ik vahshii-o-aavaara
Ibn e Insha
Nazm
lab pe pabandi to hai
lab pe paabandii to hai ehsaas par pahraa to hai
phir bhii ahl-e-dil ko ahvaal-e-bashar kahnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
taj-mahal
yaa husn ke iqbaal kaa chamkaa hai sitaaraa
nikhrii hu.ii chaa.ndii hai ki Thahraa hu.aa paaraa
Mahshar Badayuni
Nazm
nind nahin aati hai
kitnaa suunaa suunaa hogaa
darvaazo.n par KHaamoshii kaa pahra hogaa
Ashfaq Husain
Nazm
bewa ki KHud-kushi
le rahii hai karvaTo.n par karvaTe.n baa-iztiraar
aag me.n paara hai yaa bistar pe jism-e-be-qaraar
Kaifi Azmi
Nazm
ishq aur maut
farishta ki putlaa thaa be-taabiyo.n kaa
malak kaa malak aur paare kaa paaraa
Allama Iqbal
Nazm
gunah
KHaak-aaluuda o afsurdaa-o-Gamgiin-o-nezaar
paara-paara the mirii ruuh ke taar
Noon Meem Rashid
Nazm
samundar ki tah mein
aur ab tak hai sanduuq ke gird
lafzo.n kii raato.n kaa pahraa
Noon Meem Rashid
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
ye zindagii paara paara kyuu.n hai
hamaarii pyaarii hasii.n zamii.n par