SEARCH RESULTS
Showing search results for "अज़िय्यत"
Nazm MATCHES FOR "अज़िय्यत"
Nazm
saza
tum jis zamiin par ho mai.n us kaa KHudaa nahii.n
pas sar-ba-sar aziyyat o aazaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
farar
merii ummiido.n kaa haasil mirii kaavish kaa sila
ek be-naam aziyyat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
andeshe
ruuh bechain hai ik dil kii aziyyat kyaa hai
dil hii sho.ala hai to ye soz-e-mohabbat kyaa hai
Kaifi Azmi
Nazm
ban-bas
barso.n baa'd ka.Dii raaho.n kii
saarii aziyyat jhel ke ab vaapas aayaa huu.n
Ahmad Faraz
Nazm
mukafat
magar ye jitnii aziyyat bhii de.n mujhe kam hai
kiyaa hai ruuh ko apnii bahut zubuu.n mai.n ne
Noon Meem Rashid
Nazm
tajdid
yaad misl-e-nutq paagal hai ki is ke lafz ma.anii se tahii hai.n
ye jise tum Gam aziyyat dard aa.nsuu
Amjad Islam Amjad
Nazm
hamare dukhon ka ilaj kahan hai
kaun guzaar saktaa hai
aur kaun aise saliiqe aur aziyyat se