SEARCH RESULTS
Showing search results for "अमरूद"
Nazm MATCHES FOR "अमरूद"
Nazm
ye basti meri basti hai
amruud kii chorii me.n pak.De jaa chuke the par
samajh me.n ye nahii.n aataa
Ishrat Afreen
Nazm
ahd-e-hazir ki dil-ruba maKHluq
kele amruud santare chaaval
painT gu.Diyaa shamiiz chuuhe-daan
Shahryar
Nazm
sharir bachche
amruud ho.n jo kachche un ko zaruur to.De.n
sab kaam chhuuT jaa.e ye kaam ham na chho.De.n
Zafar Kamali
Nazm
kaen kaen kawwa Ten Ten miTThu
aa.iye aa.iye shauq farmaa.iye
miiThaa amruud hai aap bhii khaa.iye
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
safar
vo kurto.n kii jebo.n me.n amruud kachche
vo pannii ke chashme vo miTTii ke bartan
Sohail Azad
Nazm
naya daur
ab vo kisii ko nahii.n Dho saktii
us ke badle aam amruud bhii nahii.n le sakte ab
Sachin Dev Verma
Nazm
amrud aur mulla ji
kisii qasbe me.n ek thaa amruud
biiso.n me.n vo nek thaa amruud
Lateef Farooqi
Nazm
yaad-faramosh
yaad hai tum ne ik amruud jo kachchaa thaa abhii
naam se mere chunaa thaa jis par
Javed Kamal Rampuri
Nazm
mahine ke aKHir dinon mein
rakhte hai.n apne juute sofe par
aur almaarii ke daraaz se kachche amruud nikaal kar
Sidra Sahar Imran
Nazm
ek tote ki fariyaad pinjre mein
ko.ii amruud nahii.n aam nahii.n ber nahii.n
kabhii kelaa bhii na khaane ko milaa pinjre me.n
Wajahat Husain Wajahat
Nazm
khilanDDa
dil ye kahtaa hai kitaabe.n chho.D aur Da.nDaa uThaa
dosto.n ke saath jaa kar baaG me.n amruud khaa
Alqama Shibli
Nazm
Khaali makan mein ek dua
aa.ngan me.n amruud ke niiche leTaa tanhaa KHaalii chup
manzar pas-e-manzar me.n gaDmaD hotaa mai.n
Shahid Jameel
Nazm
rah-e-farar
kabhii ko.ii nashsha nahii.n tum ne chakkhaa
na aGlaam-e-amrd-parastii se rishta rahaa hai