SEARCH RESULTS
Showing search results for "इंतिज़ार-ए-यार"
Nazm MATCHES FOR "इंतिज़ार-ए-यार"
Nazm
donon pareshan ho gae
jaagnaa aur intizaar-e-yaar karnaa hai fuzuul
roz kaa dhandaa hai ye vo aa.e hai na jaa.e hai
Zareef Jabalpuri
Nazm
Tipu ki aawaz
phiikaa hai jis ke saamne aks-e-jamaal-e-yaar
azm-e-javaa.n ko mai.n ne vo Gaaza ataa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
chaar fitne
chaar fitne nahii.n hai.n ye hai.n chaar yaar
in se apne ufuq ko lage chaar chaa.nd
Aale Ahmad Suroor
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
charaaG raah me.n us ke amal se jalne lage
lo aaj sub.h-e-shab-e-intizaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
zindan ki ek sham
lahlahaate hai.n jis tarah dil me.n
mauj-e-dard-e-firaaq-e-yaar aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
do ishq
vo aks-e-ruKH-e-yaar se lahke hu.e ayyaam
vo phuul sii khultii hu.ii diidaar kii saa.at
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bad-surati ka husn
faqat ik intizaar-e-ruuh-farsaa raqs kartaa hai
siyaah rangat
Noon Meem Danish
Nazm
fawwara
kyaa tujhe bhii intizaar-e-aamad-e-mahbuub hai
kyo.n pareshaa.n is qadar hai kyaa tujhe matluub hai
Saqib Kanpuri
Nazm
shikwa
sabr kaa phal log kahte hai.n milegaa ek din
aah kab tak intizaar-e-va.ada-e-fardaa karuu.n
Jagdish Sahay Saxena
Nazm
justuju
ab aur kitnaa karuu.n intizaar-e-gul-andaam
mile mujhe bhii mohabbat bharaa ko.ii paiGaam
Bismil Arifi
Nazm
ye kis dayar-e-adam mein
ye kas dayaar-e-adam me.n muqiim hai.n ham tum
jahaa.n pe muz.daa-e-diidaar-e-husn-e-yaar to kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
KHush huu.n firaaq-e-qaamat-o-ruKHsaar-e-yaar se
sarv-o-gul-o-saman se nazar ko sataa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hubb-e-watan
ai ahl-e-suKHan mulk kaa bhii aap pe haq hai
maanaa ki dil-aavez hai.n gesuu-o-lab-e-yaar
Ameer Chand Bahar
Nazm
zindagi
zindagii jalva-gah-e-yaar bhii hai
zindagii ma.arka-e-daar bhii hai