SEARCH RESULTS
Showing search results for "किनारे"
Nazm MATCHES FOR "किनारे"
Nazm
aawara
jii me.n aataa hai ye murda chaa.nd taare noch luu.n
is kinaare noch luu.n aur us kinaare noch luu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tarana-e-hindi
ai aab-ruud-e-ga.ngaa vo din hai yaad tujh ko
utraa tire kinaare jab kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
aab-e-ravaan-e-kabiir tere kinaare ko.ii
dekh rahaa hai kisii aur zamaane kaa KHvaab
Allama Iqbal
Nazm
jab teri samundar aankhon mein
ye dhuup kinaaraa shaam Dhale
milte hai.n dono.n vaqt jahaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
utaar de jo kinaare pe ham ko kashtii-e-vahm
to gird-o-pesh ko girdaab hii samajhte hai.n
Jaun Eliya
Nazm
dusra ban-bas
paa.nv dho.e binaa sarjuu ke kinaare se uThe
raam ye kahte hu.e apne dvaare se uThe
Kaifi Azmi
Nazm
o des se aane wale bata
barkhaa ke samay lahraate hai.n
kyaa ab bhii kanaar-e-dariyaa par
Akhtar Shirani
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
naapaid tire bahr-e-taKHayyul ke kinaare
pahu.nche.nge falak tak tirii aaho.n ke sharaare
Allama Iqbal
Nazm
dil ek kuTiya dasht kinare
dil ik kuTiyaa dasht kinaare
bastii kaa saa haal nahii.n hai
Ibn e Insha
Nazm
sarhaden
kis ne diivaar tafaavut kii uThaa.ii logo
kyuu.n samundar ke kinaare pe hai.n pyaase saare
Ahmad Faraz
Nazm
ganga kinare
KHuluus ke aise diye jalaa.e.n
bujhaa sake na jin ko muKHaalif havaa.e.n
Fauzia Mughal
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
kyuu.n nahii.n bahtii, chambelii ne kahaa
aur vo bargad kaa ghanaa pe.D kinaare us ke?
Akhtarul Iman
Nazm
girls college ki lari
vo maathe pe saa.Dii ke ra.ngii.n kinaare
sahar se nikaltii shafaq ke ishaare
Jan Nisar Akhtar
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
zamaane kii jhiil ke duusre kinaare
se aa rahii hai