SEARCH RESULTS
Showing search results for "रियाज़-ए-जन्नत"
Nazm MATCHES FOR "रियाज़-ए-जन्नत"
Nazm
meri beTi
har nazar me.n raushnii aa jaa.egii
huur-e-jannat se nichhaavar laa.egii
Aale Ahmad Suroor
Nazm
pachhtawa
vo vaqt jab se ki aadmii ne
KHudaa kii jannat me.n shajr-e-mamnuu.a chakh liyaa
Fahmida Riaz
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
lagii na merii tabii.at riyaaz-e-jannat me.n
piyaa shu.uur kaa jab jaam-e-aatishii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
gulha-e-aqidat
sarzamiin-e-hind ko jannat banaane ke liye
kaise kaise dast-o-baazuu ke shajar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
jabr-e-hayat
buland ho ke bahaar-o-KHizaa.n ke 'aalam se
riyaaz-e-anjum-o-mahtaab me.n phaluu.n phuuluu.n
Akhtar Ansari
Nazm
raqqasa-e-hayat se
ho kar jumuud-e-gulshan-e-jannat se be-niyaaz
dozaKH ke be-panaah sharaaro.n pe raqs kar
Shakeel Badayuni
Nazm
intizar
guzar rahe hai.n shab o roz tum nahii.n aatii.n
riyaaz-e-ziist hai aazurda-e-bahaar abhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
siri kirshn
jamaal-o-husn ke kaafir nikhaar se khelaa
riyaaz-e-ishq kii ra.ngii.n bahaar se khelaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
shri-krishn
jamaal-o-husn ke kaafir nikhaar se khelaa
riyaaz-e-ishq kii rangii.n bahaar se khelaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
waqt ki qadr
kise KHabar hai qayaamat me.n ham mile.n na mile.n
fazaa-e-rauz-e-jannat me.n ham mile.n na mile.n
Akhtar Shirani
Nazm
goristan-e-shahi
aah kyaa aa.e riyaaz-e-dahr me.n ham kyaa ga.e
zindagii kii shaaKH se phuuTe khile murjhaa ga.e
Allama Iqbal
Nazm
14-August
na chaate.ngii hamaaraa KHuu.n mashiine.n
bane.ngii rashk-e-jannat ye zamiine.n